ek muddat se doston aanshu hain mere saathi
kuch khwab purane hai aur kuch nahi baaki
unke paas chala jaaun unki neend chura laaun
mere dil se na jaane kyon ye baat nahi jaati
ek duje se dono ko ya kaisi adawat hai
ek unki yaad jo aa jati hai to phir neend nahi aati