*Ehsaan kiya usne mujhe pyar sikha kar. Hoti hai chahat kya? Ye mujhe samjha kar "qurbani hai pyar ka asli matlab" chhod diya hath mera bas itna bata kar*