~¤Akash¤~
Prime VIP
E hasin tere inkaar se mera pyaar to na bikega
Bikega sara jahan magar ye insaan to na bikega
Ha ye sach hai ki teri pehli najar ne mujhe kharida tha
Bik gya ik baar kambakhat ab baar - baar to na bikega
Es jism par ab koi or na is tarah julm kar sakega
Dhadka tha dil ik baar bs tere liye ab to na dhadkega
Dil jla,jism jla, rooh jali or jali meri tanhaai
Jal gya jo kuch b tha, ab mera kirdaar to na jalega