Dua

Ek shayar ne thodi si inspiration di thi kabhi....apse share karta hoon...shayad duaon ki zaroorat kam pade...
Mile har zakham ko muskan se sina nahin aaya, amarta chahte the par zahar pina nahin aaya; tumhari aur meri dastaan mein fark itna hai, mujhe marna nahin aaya tumhe jeena nahin aaya.
 
Top