doud ke karna kya hai.........

mera aaj ka kahyal un sub ke liye jo doude ja rhe hai.
is shahr ki doud me doud ke karna kya hai.
agar yehi jeena hai. to marna kya hai.
pahle barish me train let hone ka dar,
bhul gaye to bhigte huye tehlana kya hai.
siriyal ke sare kirdaro ka sara haal hai malum,
maa ka haal puchne ki fursat kahan hai.
ret par nange pair tehlte kyu nahi,
160 hai TV chanal par dil bahlte kyu nahi intrnet se
duniya to tuch main hai,
lekin padose main kuon rehta hai jante tak nahi,
mobail landline sub ki bharmar hai.
lekin jigari dost tak pahunche aise taar kahan,
is shahr ki duod me duod ke karna kya
hai agar yahi jeena hai to marna kya hai.
 
Top