dil ki bato ko hoto tak aye ek jamana ho gaya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Teri ek jhalak paye ek jamana ho gaya
Galiyon me teri aaye ek jamana ho gaya..
Achcha lagta tha mujhe bheegi ret par chalna,
Lahro ko sahil tak aaye jamana ho gaya
Dua me mangi thi jiski khushi har pal hamne,
Chahkar bhi ,usko hasaye ek jamana ho gaya
Kahne ko bacha to tha shayad bahut kuch,par,
dil ki bato ko hoto tak aye ek jamana ho gaya
 
Top