kitna ikhtiyar tha us ko apni chahat pe, jab chaha yaad kiya jab chaha bhula diya, janta tha wo mujh ko behlane k hr andaaz jab chaha hansa diya jab chaha rula diya, dil b us ka tha pyar b us ka tha jab chaha mera nam likha jab chaha mita diya.