Dhoka diya

ये न थी हमारी किस्मत, कि विसाले-यार होता,
अगर और जीते रहते, यही इन्तेज़ार होता।
कहूँ किससे मैं कि क्या है, शबे-गम बुरी बला है,
मुझे क्या बुरा था मरना, अगर एक बार होता।
ये कहाँ की दोस्ती है, कि बने हैं दोस्त नासेह,
कोई चारासाज़ होता, कोई गमगुसार होता।
 
tere vaade par jiye hum,
to ye jaan ki jhooth jaana,
ki khushi se mar na jaate,
agar aitbar hota,
ye na thi hamaari kismat,
ki visaal-e-yaar hota,
agar aur jeete rehte,
to yehi intezaar hota,
kahoon kis se main ke kya hai,
shab-e-gum buri balaa hai,
mujhe kya bura tha marna,
agar ek bar hota,
ye kahaan ki dosti hai,
ki baney hain dost naaseh,
koi chaarasaaz hota,
 
Top