Dewaana .....

yaadon main jab bhi tera naam leta hoon main
dard kaagaz par utaar deta hoon main

kabhi geet kabhi ghazal kabhi sher ban kar
tun zinda hai mujhme khuda ki meher ban kar

juda ho kar hui hai ye inaayat teri
dewaano main ta-umar rahegi ginnati meri..........


"Baggi"
 
Top