dard se hath na milate to or kya karte gum ke aansoo na bahate to or kya karte usne maangi thi humse roshni ki dua hum apna ghar na jalate to aur kya karte