Ab ke jo gaye hain, hum laut ke na ayenge, hamare laut ke aane ka tum intezaar na karna, bhula dena humein, keh lena bewafa, dard na sehna, un kasme-vaado ka aitbaar na karna.......