dard kitna bhi uthe haath na dil par rakhna...

~¤Akash¤~

Prime VIP
dolat e dard ko duniya se chipakar rakhte aankh me boond na hoti par dil me samandar rakhte..kal guzre zamane ka khayal aayega aaj itna bhi na raaton ko munnawar rakhte..apni ashufta mijazi pe hasi aati hai...dushmani sang se hai aur kaanch ke ghar rakhte....aas kab dil ko nahi thi uske aane ki par na aisi ke kadam ghar ke na bahar rakhte...zikr uska sahi..parbazm me bethe hain janab..dard kitna bhi uthe haath na dil par rakhna...
 
Top