Ehsaan kiya usne mujhe pyaar sikha kar, hoti hai chahat kya ye mujhe samjhakar, qurbani hai pyaar ka asli matlab, chhod diya saath mera bas itna batakar...