chand maasuum se patton kaa lahuu hai "Fakir" jisako mahabuub ke haathon kii hinaa kahate hain
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #1 chand maasuum se patton kaa lahuu hai "Fakir" jisako mahabuub ke haathon kii hinaa kahate hain
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #2 Rook sako to pehli baarish ki Boondon ko tum roko Rook sako to pehli baarish ki Boondon ko tum roko Kachi mitti to Mehkay gi, hai mitti ki majboori.... anonymous
Rook sako to pehli baarish ki Boondon ko tum roko Rook sako to pehli baarish ki Boondon ko tum roko Kachi mitti to Mehkay gi, hai mitti ki majboori.... anonymous
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #3 Tum maang rahe ho mere dil se meri khwaahish, Tum maang rahe ho mere dil se meri khwaahish, Bachha to kabhi apne khilone naheen deta..... anonymous
Tum maang rahe ho mere dil se meri khwaahish, Tum maang rahe ho mere dil se meri khwaahish, Bachha to kabhi apne khilone naheen deta..... anonymous
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #4 Waqt kerta hai har sawaal ko hal, Waqt kerta hai har sawaal ko hal, zeest maktab hai imtehaan naheen.... anonymous
Waqt kerta hai har sawaal ko hal, Waqt kerta hai har sawaal ko hal, zeest maktab hai imtehaan naheen.... anonymous
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #5 Kai aur ehl-e-talab mile mujhe raah-e-shauq mein ham-qadam, Kai aur ehl-e-talab mile mujhe raah-e-shauq mein ham-qadam, Jinhe ker raha tha talaash main, wohi log mujh ko mile naheen..... anonymous
Kai aur ehl-e-talab mile mujhe raah-e-shauq mein ham-qadam, Kai aur ehl-e-talab mile mujhe raah-e-shauq mein ham-qadam, Jinhe ker raha tha talaash main, wohi log mujh ko mile naheen..... anonymous
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #6 Kaise hain log inki tumhe kya misaal dun, jakar mujasme kahi Kaise hain log inki tumhe kya misaal dun, jakar mujasme kahin patthar k dekh lo... Hamdardiyon ka bhed abhi jaan jaoge, chhoti si aik aah zara bhar k daikh lo.....
Kaise hain log inki tumhe kya misaal dun, jakar mujasme kahi Kaise hain log inki tumhe kya misaal dun, jakar mujasme kahin patthar k dekh lo... Hamdardiyon ka bhed abhi jaan jaoge, chhoti si aik aah zara bhar k daikh lo.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #7 Jab yaqeen ki baanhon pe, shak k paaon par jaaeyn, Jab yaqeen ki baanhon pe, shak k paaon par jaaeyn, Choorriyaan bikharne me, dair kitni lagti hai.....
Jab yaqeen ki baanhon pe, shak k paaon par jaaeyn, Jab yaqeen ki baanhon pe, shak k paaon par jaaeyn, Choorriyaan bikharne me, dair kitni lagti hai.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #8 Khwaab the ya ghubaar tha koi, Khwaab the ya ghubaar tha koi, Gard in palkon pe jami si hai.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #9 Peeche na bhaag waqt ki aye na-shanaas dhoop, Peeche na bhaag waqt ki aye na-shanaas dhoop, Saayon k darmiyaan hoon, saaya naheen hoon main....
Peeche na bhaag waqt ki aye na-shanaas dhoop, Peeche na bhaag waqt ki aye na-shanaas dhoop, Saayon k darmiyaan hoon, saaya naheen hoon main....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #10 Khushiyan mili hi kahan hai jo unhe khone ka gum hoga. Khushiyan mili hi kahan hai jo unhe khone ka gum hoga. Gum itne sahe hai humne ki unka na hona bhi hamare liye ab hona hi hoga
Khushiyan mili hi kahan hai jo unhe khone ka gum hoga. Khushiyan mili hi kahan hai jo unhe khone ka gum hoga. Gum itne sahe hai humne ki unka na hona bhi hamare liye ab hona hi hoga
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #11 har mod par dard mileta raha jindagi tujhe ki fir bhi khamos har mod par dard mileta raha jindagi tujhe ki fir bhi khamosh si rahi tuu aksar ek mukama par jo sath tha tere vo umr bhar satha chalta raha yaad bankar
har mod par dard mileta raha jindagi tujhe ki fir bhi khamos har mod par dard mileta raha jindagi tujhe ki fir bhi khamosh si rahi tuu aksar ek mukama par jo sath tha tere vo umr bhar satha chalta raha yaad bankar
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #12 cHale gaYa hai cHHod mujHe,, aUr ki dUniYa mein kOi,, cHale gaYa hai cHHod mujHe,, aUr ki dUniYa mein kOi,, keHta hai diL Wo bHi,, taLaaSheGa mujHe kiSi roZ,,....................
cHale gaYa hai cHHod mujHe,, aUr ki dUniYa mein kOi,, cHale gaYa hai cHHod mujHe,, aUr ki dUniYa mein kOi,, keHta hai diL Wo bHi,, taLaaSheGa mujHe kiSi roZ,,....................
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #13 chonk jata hoon aik halki si ahat say chonk jata hoon aik halki si ahat say aik ajab sukoon tha rooh ko uss k saath say
chonk jata hoon aik halki si ahat say chonk jata hoon aik halki si ahat say aik ajab sukoon tha rooh ko uss k saath say
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #14 Us nay is nazakat se mere hontoon ko chuma Us nay is nazakat se mere hontoon ko chuma k roza bhi nahin tuta aur aftari bhi ho gai......
Us nay is nazakat se mere hontoon ko chuma Us nay is nazakat se mere hontoon ko chuma k roza bhi nahin tuta aur aftari bhi ho gai......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #15 Zabt-e-gham ne ab to pathar kar diya warna Zabt-e-gham ne ab to pathar kar diya warna Dekhta koi,,ke jab dil ke zakham aankhon main the....
Zabt-e-gham ne ab to pathar kar diya warna Zabt-e-gham ne ab to pathar kar diya warna Dekhta koi,,ke jab dil ke zakham aankhon main the....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #16 zindagi mein bahut kam mili hai zindagi mein bahut kam mili hai har vo cheez jise shiddat se chaahaa maine.....
zindagi mein bahut kam mili hai zindagi mein bahut kam mili hai har vo cheez jise shiddat se chaahaa maine.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #17 Tumhare bad ab har pall badi mushkil se kat ta hai, Tumhare bad ab har pall badi mushkil se kat ta hai, main akser tumko kwaabon mein batana bhool jata hoon....
Tumhare bad ab har pall badi mushkil se kat ta hai, Tumhare bad ab har pall badi mushkil se kat ta hai, main akser tumko kwaabon mein batana bhool jata hoon....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #18 meray miyar ko samjhnay k liye bus itna he kafi hai meray miyar ko samjhnay k liye bus itna he kafi hai mein us ka hargiz nahi hota ju har ksi ka ho jaye....
meray miyar ko samjhnay k liye bus itna he kafi hai meray miyar ko samjhnay k liye bus itna he kafi hai mein us ka hargiz nahi hota ju har ksi ka ho jaye....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 20, 2010 #19 Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain abhi to umar parri hai us ko bhulane k liye......
Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain abhi to umar parri hai us ko bhulane k liye......