chalte chalte

Chalte - chalte aaj v gujarti hu jab
us gali se main kavi
Dikh jaati h mujhe teri parchhai
kahi
Halki dhundhli h hoti
Per fir v rehti anchhui mere palko
se nahi
Us parchhai bhar me dhundh leti
hu main apni khushiya savi
Saja leti hu unhi me apne kavi na
pure hone wale sapne wahi
Kyunki jaanti hu main k sakshat ye
sambhav nahi
Ye parchhaiya kavi sach hua karti
thi
Per ye ab matr ek kalpana h
Ye avi v bahut kuch kehti h
Per sayad ab iska koi arth nahi
Sayad ye parchhai mujhe apne
adhure sapne ko pura karne k
prerna deti h
Ya fir ye bas mere jakhm bhar ko
kuredne k liye aati h
Kavi ye mujhe khushi k do pal de
jaati h
To kavi meri palke bhiga jaati h
Andhere raat me v mujhe dikh
jaati h ye parchhai kavi
To kavi puri roshni me v dikhti
nahi
Darr lagta h mujhe ab inse
Kyuki sayad bhatka jaati h mujhe
ye sahi raah se.............
 
Top