Bus ho sake to itna karna.. Jab nikle dam mera to apki ye ga

~¤Akash¤~

Prime VIP
...
Is dil mein aapka pyar chahta hoon...
In aankhon ko aapka deedar karana chahta hoon..
In saason ko aap ki khushboo dena chahta hoon...
Har kadam pe aapka saaya banna chahta hoon..
...
Jo dil ko sakun de woh dhadkan banna chahta hoon,
Jo aapke hothon pe saje wo geet banna chahta hoon,..
Jo jism ko thartharaye wo hawa ko jhonka baana chahta hoon,..
Jo sada aapki khair manaye wo dua banna chahta hoon...
Bus ho sake to itna karna..
Jab nikle dam mera to apki ye gaud chahta hun...!!!
 
Top