Biwi ne farmaish ki to maa ka kanghan bech diya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Gul ka maskan beech diya hai, khar ka madfan bhech diya

ye charcha dagar dagar hai maali ne gulshan bech diya.....



Bhai ke sar per dushman ne itna saccha hath laga

Aangan main deewar ki khatir aadha aangan bech diya...


Apne ser per bojh saha na apne ser per waar saha

Biwi ne farmaish ki to maa ka kanghan bech diya
 
Top