bina kisi baat juda hona uski pehchaan hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
samajh nahi paaya usi ko kabhi...
jo ki kabhi raha mera dil-o-jaan hai

chehre badle the usne kuch is tarah..
jab bhi mila laga ek naya insaan hai....

dhoondhta rehta tha main use usi me...
aisa bhi kabhi hua mera imtihaan hai..

khafa hokar to log juda ho hi jaate hain...
bina kisi baat juda hona uski pehchaan hai
 
Top