Bas teri zindagi mein apna wazood doond rahi hun......

Bas teri zindagi mein apna wazood doond rahi hun......
k shayad kabhi tune b mujhe apni zindagi mana hoga...
bas es khushnaseebi mein ab tak ji rahi hun...
k main to teri zinadagi hun, tera hum saya hun...
lekin aj fir ek bar esa laga jaise soke uth gyi aur ..
sapna tut gya , taash ke patoon ki tarah bikhar gya...
jab dekha tujhe kisi aur ke sath to fir zindagi se bharosa uth gya.
Bas teri zindagi mein apna wazood doond rahi hun......
bas teri baaton mein apna zikar doond rahi hun...
k shyad kabhi tune mujhe b dil se chaha hoga,
k shyad kabhi tune b mujhe yaad kiya hoga,
k shyad kabhi teri batoon mein mera v zikar huya hoga,
k shyad kabhi tu b mere liye roya hoga,
k shyad kabhi tu b mere liye tadpha hoga,
bas esi arzoo mein zindagi kaat rahi hun
k shyad main b kabhi tera wazood ka hissa hungi...
Bas teri zindagi mein apna wazood doond rahi hun......
bas teri baaton mein apna zikar doond rahi hun...


by me..
 
Top