Wo nahi rahe ab humare shayad koi aur ab unka pyara hoga, Zindagi k safar me ab koi aur unka sahara hoga, Humara kya hai hum to yun bhi akele hi the pehle, Bas ab aagey ki zindagi me unki yaado ka sahara hoga...