barso puraana woh ek manzar nahi jaata, kyu uski yaado.n ka samundar nahi jaata, yun to hum rahte hain ek hi shaher me lekin, jaane kyu us tak mera mukaddar nahi jaata..!!!!