barkatoon ka ye maheena he...

Pardeep

๑۩۩๑┼●ℛŐŶ
barkaton ka ye mahina hai
or ramzaan sab ko rakhna hai.


apne raab se duaa ye mangein gey
rehm duniya mein sab pe karna hai.


koi chota bada na duniya mein
sarey bandey us khuda ke hain.


ek ho kar rahein sabhi bhai
pyaar ek dusrey ko kar na …hai.


dil se sab nafratein mita dalo
eid par sab ko galey milna hai.


ao wada aaj ye kar lein pyaar se
sirf ab to rehna Hai.barkaton ka..


witten by hameeda ameer
apna khyal rakhna
 
Top