Badal ki tarha chha jati hai barish ki tarha baras aati hai ankhon mein mere ansoo de kar Sagar ki tarha beh jati hai bheegey huye phoolo ki tarha purani yaadon ko mehkati hai jab hi yaad teri aati hai to hum ko bahut rulati hai