aye zindagi humko kiss mod pe le aayi tu..!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
agar sach mai chahti thi wo bhulana hamko.
to uski ankho mai nami aai kyun....
...
agar andheron ko hi banana tha mukkadar mera,
to shamaa wafaa ki wahan jalai kyun....
..
bhar ke daaman main mere pyar ki rangat,
berang meri zindagi banai kyun..

dikha kar chaar din mohabbat ke mujhe,
umar bhar ki judai pai kyun...

aye zindagi humko kiss mod pe le aayi tu..!!!
 
Top