Aye meri Zindagi mujhe ye to bata tera Irada kya hai ?

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aye meri Zindagi mujhe ye to bata
tera Iraada kya hai ?

Zindagi bhar yunhi Tadapta raha hoon
mera Fasana kya hai ?

Jiski Tamanna ki woh na milsaka
Taqdeer ka Tamasha kya hai ?

Aye meri Zindagi mujhe ye to bata
tera Irada kya hai ?

Jab bhi Chahi maine Mohabbat
Nafrat hi mili hai ,,

Aakhir meri Zindagi mein Pyaar ka
Matlab hai to kya hai ?

Aye meri Zindagi mujhe ye to bata
tera Irada kya hai ?
 
Top