dariya wafaon ka kabhi rukta nahi, mohobbat me insaan kabhi jhukta nahi, hum to chup hai unki khushi ke liye, aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.