aaj jo sawan toot ke barsa hai dilki khamosh dhadkan mey dard sa utha hai koi is baarish ke mousam mey kitna apna tha jo haath kabhi apne haathonmey tha aur wo haath chuta tha aisi hi barasti hui baarish mey