Apni khushiyan luta kar tujh pe qurban hojaon, Kash kuch din teray shehar main mehman hojaon, Tu apna nayab dil mujhko dai dai aur phir mangay, Main mukar jaon aur be- iman hojaon