Apne Dil ke sailab ka kis se karu mumaasil tu hi bata

~¤Akash¤~

Prime VIP
Apne Dil ke sailab ka kis se karu mumaasil tu hi bata

Toofan-e-nuh se barabari kardeta gar kufr ka gumaan na hota.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mujhse guftgu ka saleekha sikh le Asmaan

Mujhse guftgu ka saleekha sikh le Asmaan

Sawal badal jate hai mera Jawab sun kar
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
vo bHool jaaye,, ye muMkin naHi,, vo rOOth jaaYe,,

vo bHool jaaye,, ye muMkin naHi,, vo rOOth jaaYe,, main manaaUnga,,
waaPis aaNe ki zaRuRat jaaNe waaLon ko hoGi,, mai maut ko bHi inTezaaR krWaaunGa,,
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
sauDaaGaron ki baSti mein sHaamil hun,

sauDaaGaron ki baSti mein sHaamil hun,, mai saUdaagar to naHii,,
alFaazon se jZbaaton ko kehTa hun,, mai koi naaMaaBar to naHii,,....................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ek teri masum si nazar ne dhooka de diya

Ek teri masum si nazar ne dhooka de diya '

Varna jafa ka hunar toh humne bhi seekha hai.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jaaney kyu phir aaj samundar umadd aaya hai aankho mein

Jaaney kyu phir aaj samundar umadd aaya hai aankho mein

lagta hai bewafa ne mere wafa ka kissa aaj phir kisi ko sunaya hai.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
aaj baad muDDat ke,, cHaand niKala hai,,

aaj baad muDDat ke,, cHaand niKala hai,,
yaaRon,, zaMaane se keH do,, chiraag bujHaa dein saaRe,,....................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wha lafz uljhte hai yha saanse hi atak jati hai seene me,

Wha lafz uljhte hai yha saanse hi atak jati hai seene me,
bas teri yaaden hai warna wo mza hi kha rha jeene me...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Apni wafa ki daastan mai duniya ko suna deta

Apni wafa ki daastan mai duniya ko suna deta

gar darr na lagta mujhe teri badnaami ka.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
gaZab hai,, mere kahe pe logon ne chiraag bujHa diYe,,

gaZab hai,, mere kahe pe logon ne chiraag bujHa diYe,,
kaaSh !! ke maine aaRzoo cHaaNd paaNe ki kii hoTii,,..............................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ye sanse hi ab teri mohabbat ka sila hai to kaise tujhse ruk

Ye sanse hi ab teri mohabbat ka sila hai to kaise tujhse rukh modoo,
naam to bas khna hai in hos-o-havas ne bhi mujhe tere khyalo se jod rkha hai...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
kYu kiSi pe ab aiTbaar kaRe kOi,, kYun kiSi ka inTeZaar kaRe

kYu kiSi pe ab aiTbaar kaRe kOi,, kYun kiSi ka inTeZaar kaRe koi,,
ye jaHaan zaRa aGeeb hai,, jaaNa hai hUmne,, fiR kYun kiSi ko beKaraaR kaRe kOi,,.............
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
mujHe zaKhm dena naHii aaTa,, zaKhmon ka maaRa hun mai,,


mujHe zaKhm dena naHii aaTa,, zaKhmon ka maaRa hun mai,,
dUa-o-reHam sE vaaSta naHii kOi,, faQiir hUn,, gaRdisH mein siTaaRa hun mai,,............
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jinhe mohabbat karte hai unse kuch khne ki jaroorat na samjh

Jinhe mohabbat karte hai unse kuch khne ki jaroorat na samjhe,
bas nazaro ko uthaye ye nazare hi sab kuch bya kar diya karti hai...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dete ho zaKhm,, fir marham laGaane ki baaT kaiSi,,


dete ho zaKhm,, fir marham laGaane ki baaT kaiSi,,
beWafa keHte ho,, fir waFa niBhaane ki baat kaiSi,,.......................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ham to bas mohabbat karna jante hai bewafai kya hai anjan ha

Ham to bas mohabbat karna jante hai bewafai kya hai anjan hai,
shayad ye teri galti hai jo tu bewafai samjh meri mohabbat se anjan hai...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Teri khamoshi hi hakeekat-e-mohabbat hai,

Teri khamoshi hi hakeekat-e-mohabbat hai,
jo jha par chha jaye to duniya jannat ban jayegi...
 
Top