apna samajhne ki bhool

rajesh1

Rajesh Sharma
jab tanha hota tha mai akelapan mehsus kiya karta tha
aankhe uthata unki taraf jinhe mai apna samjha karta tha,
ruswa kiya begana kiya ek din anjana bana dala tha
jab jarurat padi mujhe unki unhone to paraya bana dala tha....

jab hosh hua aaya samajh,
hum to akele mare firte the
jin par hame khud se jyada naaj tha ,
wo to kabhi hamare hua hi nahi karte the......

sayad jyada hi aitbaar ho gaya tha hame unpar
jara bhi bhi hum alg na soch paaye,
humne to apno se jyada unhe maan liya
jab wo hume chhod gaye tabsamajh hum unhe paaye.....
 
Top