Apna kya, hamne to kinare se dosti kar li.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi jis dil mein naam hamara dhadakta tha,
Jin aankhon mein kabhi hamare hi sapne hote the,
Jin hothon par har waqt hamara hi naam hota tha,
Aaj wahi dil, wahi aankhe, wahi sab begane se lagte hain.
Shayad us dil ki kasti ko nayi manjhil mil gayi,
Apna kya, hamne to kinare se dosti kar li.
 
Top