खाक़ में मिल गए हम

खाक़ में मिल गए हम अगर देखिये
होने न पाए न उनको खबर देखिये

अब लहू दिल में बाकी नहीं जो बहे
खोलकर मेरा ज़ख्मे-जिग़र देखिये

रेगजारों(मरुस्थल)में भी फूल खिल जायेंगे
मुस्कुरा कर फक़त इक नज़र देखिये

देखकर गाल पर तिल, तड़क ही गया
हुस्न का आईने पर असर देखिये

उसने हंसकर कहा, फिर मिलेंगे ‘रक़ीब’
 
Aahista Kadam Rakhna,
Aahista Kadam Rakhna Yeh Dil Ki Zamin Hai,
Yahan Khoi Si Aankhon Mein Teri Tasveer Thami Hai.


Tumhe Dekha Nahi Zab Se Dhuan Sa Har Sabera Hai,
Jahan Jayen Jidhar Jaye Andhera Hi Andhera Hai.



Sarhad………………….
Samandar/zami.N /aur Aasmaan,
Bant Liya Sab Kuch Tumne Aur Kho Gaya Pyar,

Sarhadon Ke Aarpaar Magar Sach Kahna,
Kya Bant Sake Tum Almast Hawa,
Sarhadon Ke Us Paar Se Aati Hui,

Pehli Barish Ki Sondhi Khushboo Liye,
Narm Nazuk Haathon Se Likhe,
Khat Ki Tarah Tumhare Ghar Ke Zeenon Se,

Utarti Mere Aangan Mein Kahin Le To Nahin Aayi,
Mera Tumhara Khoya Hua Pyar Is Paar /us Paar.


Jab Dil Maanga To Unki Aankhon Mein Chamak Aa Gayi.
Jab Kee Kidki Ki Darkaar To Aankhen Patharaa Gayi.


Tu Meri Na Ho Saki, Main Tera Na Ho Saka,
Tere Shaher Mein Kuchh Bhi Mera Na Ho Saka.
Khushi Bhi Aai To Mehman Banker,
Naata Bhi Gamon Se Gehara Na Ho Saka.


Etne Sabjbag Bhi Na Dikhao,
Jo Khaab Ban Ke Rah Jaaye.
Etne Be-Pardah Bhi Na Ho,Ki
Hakiqat Khud Bayaan Ho Jaaye.



Mast Rahon Apni Masti Main,
Na Jao Kisi Ki Basti Main,
Jahan Qadar Na Ho Aisey Hastee Ki,
Maa Chod Do Aisey Bastee Ki…..


baki key fir kabi....aj key liye itna hi kafi hai.... omid hai ashe lagey ge
 
Top