ALi gila na sun saka main os ka! tareefain suntay rahy

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo zulm kertay rahy aur zulm ko zulm hi kehtay rahy
hum on kay ishq main sary zulm sehtay rahy
hamin to aaj bhi on see otna hi pyar hai
aaj hum nahin on kay dil main magar kabhi ham rehtay rahy
aaj hum nay bhi ki sherkat aashkon ki mehfil main
wo sary kay sary apnay mehbobon ko bewafa kehtay rahy
bahot kam baat kia kerta tha mera mehbob mujh see
hum on ki baton ko sary sary raat gintay rahy
barsoon bad dekhi jab tasveer os ki
zabat na howa!mere aankhon see aansoo behtay rahy
be shak nahin os ko hum see pyar dil dukhta zarore hai
ALi gila na sun saka main os ka! tareefain suntay rahy
 
Top