Aksar main apni raat yun barbad karta hun...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aksar main apni raat yun barbad karta hun...
Beh k kisi kone main unko yaad karta hun...,

uske Wapis Aane ki umeed toh chor di kab ki...
Phir bhi dehleez pe apna waqt barbad karta hun...

Jab Nadamat ka ehsas ho aur koi na uske pass...
kaash woh Laut K Aa jaaye Main aab bhi uska intizar karta hun...

Woh uska Pyar Tha , Ya Thi Bewafai uski...???
Par Main Aab bhi usse Be Tahasah Pyar karta hun...!!!
 
Top