aik na aik moort pai chupkai sai bichar jatai hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
aik na aik moort pai chupkai sai bichar jatai hai
jo sada sath nibhanai ki qasam kahaitai hain
...................................................
mosalsal rokhtee hoon uss ko shahair-e-dil main anai sai
magar woh koh kun rukhta nahi deewar dahanai sai
...................................................
zindagi kai sub lamhai yadgar hotai hai
lot kar nahi atai aik bar hotai hain
...................................................
main na joognoun hoon diya hoon na hee koi tara hoon
roshni walai merai naam sai jaltai kyun hain
...................................................
hum tu doshman ko bhi pakiza saza daitain hain
hath uthatai nahi nazroun sai gira daitain hain
...........................................................
main khayal hoon kissi aur ka mujhai sochta koi aur hai
main nazar main hoon kissi aur ki mujhai daikhta koi aur hai
...........................................................
aya hee tha khayal kai akhain chalak gaeen
asoun kissi ki yaad sai kitnai kareeb thai
.............................................................
utha kar phool ki patee nazakat sai masal daali
esharoun main kha kai hum dil ka yai haal kartain hain
.........................................................
mohabbat abb nahi hogee
yai kucch din kai baad hogee
guzar jain gai jub yai din
tu inn ki yaad main hogee
........................................................
chupanai sai nahi chupta yai raz-e-ulfat ka
parhee jai jo ankhoun sai mohabbat woh kahani hai
........................................................................
tohmatain mujh pai aati raheen aik sai aik nayai
khubsorat magar jo ilzaam tha woh tera naam tha
...................................................................
 
Top