Agar jahan me kambakhat mohabbatt na hoti

~¤Akash¤~

Prime VIP
shararat na hoti shikayat na hoti
nainon me kisi ki nazakat na hoti
na hoti bekarari na hote hum tanha
agar jahan me kambakhat ye mohabat na hoti

na hote ye sapne ye khwabon ki duniya
kisi ko chahat ki tamana na hoti
na julfo ki chayan na phulo ki khusbu
yandon mein unki ye rate na katti

jo na hoti mohabat ye ansu na hote
dil bhi na khota aj tanha na rota
diwano si apni ye halat na hoti
agar jahan me kambakhat mohabbatt na hoti
 
Top