"agar hum yeh zism na paate"

~¤Akash¤~

Prime VIP
achcha hota agar main rooh hota
na zindagi hoti na maut hota

na hi rahein na koi manzil
na hi tamanna na koi sahil

na pane ki khushi na khone ka gham
maut ke us paar hardam hote hum

na pyar na dhokhe na rishtey na naate
kuch bhi na hota achcha hota

kuch bhi na hote achche hote
"AGAR HUM YEH ZISM NA PAATE"

love you...
 
Top