ab pathar dil hasi na baanaya karenge...

~¤Akash¤~

Prime VIP
kabhi kabhi yaadon ke diye jalaaya karenge
us chaand se chehre ko yaad kar muskuraaya karenge
aap humain bhool jayen to koi gam nahin par
saath bitaye pal to yaad aaya karengehua karta tha khoobsoorat vafa ka naam kabhi
par kai dil ab is naam se dar jaaya karenge
tujhe dekh kar to us banaane vale ne bhi kasam kha li hogi
ab pathar dil hasi na baanaya karenge...
 
Top