ab na wo waqt na wo baaat bas hum us waqt ke yaadon ke saaat

~¤Akash¤~

Prime VIP
Yarooooooon humne bhi kiya tha pyaaar . . . .
tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the.....
sochkar un lamhon ko muskura padte the
jab ek doosre ke haathon mein haath hua kartien the
dekhte the un gheri aankhon mein aur kho jaya karte the
vo sapne ki duniya hum roz banaya karte the
tha ek waqt aisa jab hum pyar kiya karte the.........
un lambi saanson mein hum pal pal jiya karte the
tumhare sapne meri manzil hua karte the
dekhti jab tum un nigahoon se sara jahan tumhare kadmo mein daal diya karte the
jab ek doosre ki ankahin baatein jaan liya karte the
tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the...............
badla hawaaon ka rukh
juda hua hum aise
palke jhapakti hai jaise
naa jee sakte the naa mar sakte the
aur ek yeh aansun the jo kabhi naa thamte the
in lamhoon mein chaand taaron ke aansoon mein bheega karte the
sochte un lamhon ko jab hum pyaar kiya karte the
chale gaye the door itne ki tumhe apni aankhon mein dekha karte the
par soch kar un lamhon ko jee liya karte the
nahi tha ab saath tumhara
shukriya un lamhon ka jinhe soch kar hum jee liya kare the......


tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the....
tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the.......

ab na wo waqt na wo baaat bas hum us waqt ke yaadon ke saaath
 
Top