ab na raha intezaar ab na raha aitbar aankh kholi to charo t

~¤Akash¤~

Prime VIP
Maine apne ansoon ko barish main chupaya..,
Khabhi ankh main kuch gaya to khabhi chot ka bahana banaya..
khabhi na kisi ko apna hale-dil bataya,
phir ek din mara hi wajood mere hi samne aAya..,
kaha ke "tune aitbar ka gunha kar ke dhoke ki saza ko paya.."
kaha maine "k tune mujhe hakikat say wakif karwaya,
kyun maine raah main hi kisi ki yaad main zamana bitaya..?
ab na raha intezaar ab na raha aitbar aankh kholi to charo taraf khud hi ko paya
 
Top