chal padi hai kashtiyaan samandar, door hai kinaraa in maajoon se pooch lena, kya haal hai hamara ab hawaein kareingi, roshiniyon ka faisla jis diye main jaan hogi, woh diya reh jayega