Ab Agar Aao To Janay K Liay Mat Aana..

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ab Agar Aao To Jaanay K Liay Mat Aana
Sirf Ehsan Jatanay K Laiy Mat Aana
Main nnay Palkon Pey Tamanain saja Rakhi hain
Dil Mein UUmeed ki Soo Shamain Jala Rakhiii Hein
Yeh HHAseen Sshamain Bujhanay K Liay Mat Aana
Pyar Ki Aag Mein Zanjeerain Pighal Sakti hein
Chahanay Walon Ki Taqdeerain Badal Saktii Hein
Tm Ho BEYBUS YEH BATANAY KAY LIAY MAT AANA
Ab To Mana Tumhein MMujh Sey Mohabbat Hai Koi
Mujh Sey Milnay Ki Agar Tum Ko Chahat Hai Koi
Tum Koi Rasam e Nibhanay K Liay Mat Aana
Ab Agar Aao To Janay K Liay Mat Aana..
 
Top