aasan nai uthana lutf mohabat ka,

~¤Akash¤~

Prime VIP
aasan nai uthana lutf mohabat ka,
kanto se kya khak dosti kiya karte hai,
na chahkar bhi ho jati hai kambhakt mohabat,
aur hum bewafai ke bad qayamat ka intezar kiya karte hai,
socha na ki ab na hi karenge chah aur na hi karenge yaad unko,
par dekho meri bebasi unka bhul jane ka intezar kiya karte hai...
 
Top