aajkal wo bhi ishq ke maare nazar ane lage saare bhaware besahaare nazar aane lage wo kya gaye is baag se roshni hi chali gayi chaand ab nahi dikhta taare nazar aane lage