aaj phir teri soch ne humko rula diya.

~¤Akash¤~

Prime VIP
dard ke dar ko ghar sa bana diya ,
ankhon mein chhupe gham ko apna bana diya,

dil toH bhool chuka hai mera dhadkana bhi ,
zinda rehna bhi mujhko bhula diya,

hai kai gunaah iss liye sunta nahin khuda,
warna uske dar ne nacheez ko kya kya bana diya,

kya pata iss manzil par mil jaaye ik kiran,
phir khwaab soch kar humne dil ko behla diya,

khush thA bahut main par kismat na saath thi,
ek rahguzar ne uski rah ko mita diya,

ansoo yeh mere kehte hai tu na dar aye AASHIQ,
aaj phir teri soch ne humko rula diya.
 
Top