Aaj-kal aaine se bhi darna padta hai..

~¤Akash¤~

Prime VIP
Har raz apne sine me dafnakar jina padta hai
apne hi rakib se muskurakar milna padta haisuna hai unko ho gai roshni se mohhabat
unki khushi ki khatir ab humko jalna padta haiunse milne lagi hai humko mohhabat itni
bankar unhiki parchhai ab humko chalna padta haimeri sachchaiya jaha me baya na karde kahi
aaj-kal aaine se bhi darna padta hai..
 
Top