aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Iss raat ki tanhai se,
iss dard ki gehrai se
ye dil kuch baat kar raha hai,
zara samjo in fizaon ki chubhan ko,
aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai.


zuban to hai khamosh
per ye dil ho raha hai madhosh
lage aisa ke tumse mulakat kar raha hai
zara samjo in fizaon ki chubhan ko
aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai
 
Top