Vishal.Sharma
Dard Bhara Dil
aaj buhat din bad suni hai barish ki awaz
buaht din bad kisi manzar ne rasta roka hai
jim jhim k malboos pehan kar koi aaye hai
najaney aaj aankh kion bhar aaye hai
buaht din bad kisi manzar ne rasta roka hai
jim jhim k malboos pehan kar koi aaye hai
najaney aaj aankh kion bhar aaye hai