Lyrics Teri Nisbat Se Katra

Teri nisbat se katra
Sajad balshaane to aalam panah hai-2
Nizamuddin mehboob-e-illahi
Teri nisbat se katra (mere mehboob-e-illahi)-2
Samundar bana
Teri nisbat se katra samundar bana-2
Jispe daali najar vo sikandar bana-2
1 parah) Aur isi sabab se to sab mujhko jaan jaate hain -2
Aur teri ghulami ka pata hai meri garden pe (mere mehboob)
Teri nisbat se katra samundar bana -2
Jispe daali najar vo sikandar bana -2
2 parah) Mere mehboob ye teri marzi pe hai -2
Mujhko sahil bana -2 ya qualandar bana -2
3 parah) Hai fanah ko bataado samjhna agar -2
Pehle main hu bura -2 mann ke andar bana -2
4 parah) Umar bhar main bhatakta phira dara badar -2
Aapke dar pe aakar -2 mukaddar bana
(Aapke dar pe mehboob)
Sher 1) Tumhare bhog ka parsad lene aaye hain
Tumhare dar se khairaat lene aaye hai
(Aapke dar pe mehboob)

Sher 2) Kisi taaj war se main kab maangta hun
Milega jo mehboob ke dar se milega
Aur jo mehboob na denge phir kaun dega
(Aapke dar pe mehboob)
Sher 3) Haath failaane mein mauhtaaj ko gairat kya hai -2
Sharam itni hai ki mangta tera kehlata hu
(Aapke dar pe mehboob)
(Aapke dar se aaj main kuch le jaaunga)
Sher 4) Hum hi dono to husn-o-ishq ki duniya ke hai malik
Jo tu arshi to main farshi falak tera zameen meri
Udar tu dar na kholege idhar main dar na chodunga
Hukumat apni apni hai wahan teri yahan meri
Sher 5) Dekhna hai to mera mukadaar dekho
Haath mein kaasa aur mere aaka ki gali hai
(Aapke dar ka mangta)
5 parah) Tere dar ka hu mangta khuda ki kasam
Mere sajde se hai tera dar bana -2
6 sher) Tere dar pe hai mera jhukta ye sir
Gar kinaara kiya to jaaun kidhar
 
Top