Lyrics Tera mera pyaar song lyrics (Action replay)

♛Princess

Prime VIP
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar, Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar, Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar, Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar, Aa maang duaayein aisi


Ab teri soch mein rehta hoon main, Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Ab bewajah hassti hoon main, Ab binte masti hoon main
Ab mujhse nehti hoon main, Ab mauj mein rehti hoon main


Ab teri soch mein rehta hoon main, Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar, Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar, Aa maang duaayein aisi


Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu


Jab tu hasse, tab main hassun
Jab tu udaasi mein girti kabhi chaahun main ke tabhi
Khushi koi la do abhi, Jaanu nahi behka hoon kyun
Kyun chaandni si lagey dhoop bhi pyaare mausam sabhi
Naye huye jazbaat bhi


Ab dhoop si chadti hoon main, Ab shaam si dalti hoon main
Ab aag bin jalti hoon main, Ab neendh mein jalti hoon main


Ab teri soch mein rehta hoon main, Ab tere pyaar se, mehka hoon main

Thoda naya, thoda judaa
Lagta hai woh din tu jis din mile mera yun dil khile
Mitey khuda se bhi giley, Saara jahan ho khushnuma
Pyaara lagey raahon mein jo mile na rahe faasle, Khushi koi angdaai le


Ab pyaar ki angdaai mein, Ab bewajah sharmayi main
Ab dhoondti tanhai main, Ab toh rahun paglayi main


Ab teri soch mein rehta hoon main, Ab tere pyaar se, mehka hoon main


Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi


Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu




imagesqtbnANd9GcSFj4R8hdha0wzV5zTlaBa4Uc-1.jpg

 
Top